Zakir Naik – Special Message to the People of Pakistan
AI: Summary ©
The transcript describes a series of lectures and events organized by the Pakistan government. The lectures cover topics such as policy, politics, and culture. There is also a mention of a book and a reference to a future world constitution.
AI: Summary ©
Alhamdulillah, wassalatu wassalam ala Rasoolillah wa ala alihi
wa sahbihi ajmain.
Amma ba'd, Rabbish ali sadri, wa issilli amri,
wahlul uqdat min lisani afqa'u qawli.
Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
Aaj mujhe behat khushi ho rahe, ki mere
barso ka khaab poora huwa.
Aaj mai alhamdulillah Pakistan ke zardamin pe hun,
aur Allah ne meri khwaish de barso ke
tiye poori ki.
Iske pehle main ek baar 1991 mein, 33
saal pehle Pakistan aaya tha, lekin wo personal
visit thi.
Us time main takhree nahi karta tha.
To yeh pehli meri official visit Pakistan ki
lecture to on the invitation of the Pakistan
government.
Aur uske leh main behat shukriyata karta hu
Pakistan government ka, kya mujhe moqa diya is
mulk mein aane ke liye.
Aur mujhe khwaish thi Pakistan mein aane ke
liye khususan, kyunki jo jitne mashaAllah musalman ke
jo digar mamalik hain, jo mere video cassette
dekhte hain, mere lecture dekhte hain, unmein se
jo Pakistani hain, unka ek khas darja hain.
They hold a special position.
Aur jab bhi meri mulaqat hoti hain unse,
out of the country, chahe gulf country mein,
Saudi Arabia, Qatar, Dubai, UK, to unka passion
mashaAllah jo tha, aur mujhe sabse zyada invitation
mere zindagi mein Pakistan se aaye.
Aur jab main announce kiya, ki main Pakistan
aa raha hun, to chand dino mein, hazaaro
invitation aa gaye, lecture ke liye, milne ke
liye, aur mujhe behat khushi ho rahi hain.
Aur inshaAllah, mera dora rahenga Karachi, fir Lahore,
aur fir se Islamabad, aur ismein kuch public
lectures doonga, aur inshaAllah, jo Pakistan ke alim
-e-deen hain, unse mulaqat karunga.
Aur main dua karta hun, ki aap sab
mere liye dua karein.
Aur main is dora mein, main chahata hun
ki aman ka pehgaam, jo Islam ka hai,
wo logon mein phaila hai.
Aur yeh bolna chahata hun Pakistani se, ki
sabse behtreen kitab, sabse behtreen guide jo aapke
liye hai, wo yeh Quran-e-Majeed.
Aap zarur, roz usse padhiye.
Arabi ke saath-saath, usko tarjume ke saath
padhiye.
Agar Urdu zaman pe maharat hai, to Urdu
mein padhiye.
Punjabi zaman mein maharat, Punjabi mein padhiye.
Angrezi zaman mein maharat, to Angrezi mein padhiye.
Quran is the most positive book in the
world.
It's a future world constitution.
Sabse positive kitab hai, aur yeh saare aalam
ke liye aman ki kitab hai.
Aur inshaAllah, hum agar isko padhenge, aur iske
upar amal karenge, to inshaAllah, hume safalata is
duniya mein bhi milengi, aur akhirat mein bhi.
InshaAllah, umeed hai ki jo teen-chaar haftay
mein, hunga Pakistan mein, inshaAllah umeed hai ki
logon se milunga, aur inshaAllah, isme bohot mujhe
behad khushi hongi, aur umeed hai ki baaki
ulama se milke mere ilme bhi zaafa honga,
aur iske ile main behad shukriyaza karta hun
Pakistan government ka, aur umeed hai ki inshaAllah,
aise aur mukhi aayegi hai.
Mainne Pakistan ke Prime Minister Shahbaz Sharif sahab
se mulaqat ki, aur humne kaafi guftu ki
Islam ke baare mein, aur Muhammad Sallallahu Alaihi
Wasallam ke istihaq ke baare mein, aur umeed
hai ki inshaAllah, Pakistan ek wahid mulk hai,
jo alag hua, aur qaim hua, deen ke
buniyat pe.
Poore duniya mein 200 se zyada mualik hai,
jo Islam ke naam pe jo wahid mulk,
jo Islam ke naam pe alag hua, wo
hai Pakistan, aur hum umeed karte hai ki
inshaAllah, Pakistan aur implement kare, jaata ki mera
ilme hai, Quran unka constitution hai, toh hum
chahate hai ki inshaAllah, practically, Quran aur jo
hadith ke upar amal kare, taake hum inshaAllah,
is duniya aur akhirat pe bhi safal ho.
For more information, visit www.osho.com